Title : Jaha Chah Vaha Raah
Kya Kahte hai log ki jaha chah vaha raah
Samgjna muskil hai , aur kya kahe kisse kahe
Kya Kahte hai log ki jaha chah vaha raah
Samgjna muskil hai , aur kya kahe kisse kahe
Nayab Tarika Khoja hai , janta me dahshat failane ka,
Kisi ka koon bahe , yaa arthi uthe , neta yaa atankvadi
ko kya fhark padta hai , ye chain kee need sote hai,
masoom janta ne kya bigada hai samagh me nahi aata,
kachre ka dabba ,cycle, yaa sadak per bhik mangte,
yaa akhbar, goobara bechte nanhe bachhe , per bhi enko daya nahi aati.
nayab tarika hai ...................................................................
Writer : Sanjay Singh
Poem